ज़िंदगी रब ने दी बन्दगी के लिए
दिल है ये शाह से ‘आशिक़ी के लिए
ये जवानी है फ़ानी सभी के लिए
ज़िंदगी ये नहीं है किसी के लिए
ज़िंदगी है नबी की नबी के लिए
मुन्किर-ए-दीं वली का नहीं सुन्नियों
ख़ार्जी तो ‘अली का नहीं सुन्नियों
वो तो हर गिज़ किसी का नहीं सुन्नियों
सुलह़-ए-कुल्ली नबी का नहीं सुन्नियों
सुन्नी मुस्लिम है सच्चा नबी के लिए
रस्ता हक़्क़ानियत का दिखाया हमें
कौन है हक़-ओ-बातिल बताया हमें
अहल-ए-सुन्नत की सफ़ में बिठाया हमें
रब्ब-ए-का’बा ने सुन्नी बनाया हमें
ता के हम जान दे दें नबी के लिए
दीन-ए-हक़-ओ-सदाक़त पे का़इम रहो
क़ौल-ए-शाह-ए-रिसालत पे का़इम रहो
जो भी हो उनकी सुन्नत पे का़इम रहो
मस्लक-ए-आ’ला ह़ज़रत पे का़इम रहो
ज़िंदगी दी गई है इसी के लिए
‘आम पैगाम जिसने नबी का किया
जिसने ‘आफ़ी वहाबी के मुँह को सिया
दीन का जिसने रौशन किया है दिया
अख़्तर-ए-क़ादरी खु़ल्द में चल दिया
ख़ुल्दवा है हर एक क़ादरी के लिए
शायर-ए-इस्लाम:
ह़ज़रत ह़ज़रत हु़ज़ूर ताजुश्शरिया मुफ़्ती अख़्तर रज़ा ख़ान बरैलवी र.अ.
तज़मीन-निगार:
ह़ज़रत ग़ुलाम समदानी ‘आफ़ी क़ादरी
ना’त-ख़्वाॅं:
ह़ज़रत ग़ुलाम समदानी ‘आफ़ी क़ादरी
Zindagi Rab Ne Di Bandagi Ke Lie
Dil Hai Ye Shaah Se ‘Aashiqi Ke Lie
Ye Jawaani Hai Faani Sabhi Ke Lie
Zindagi Ye Nahin Hai Kisi Ke Lie
Zindagi Hai Nabi Ki Nabi Ke Lie
Munkir-e-Deen Wali Ka Nahin Sunnion
Kharji To ‘Ali Ka Nahin Sunnion
Wo To Har Giz Kisi Ka Nahin Sunnion
Sulh-e-Kulli Nabi Ka Nahin Sunnion
Sunni Muslim Hai Saccha Nabi Ke Lie
Rasta Haqqaniyat Ka Dikhaaya Hamein
Kaun Hai Haq-o-,Baatil Bataaya Hamein
Ahl-e-Sunnat Ki Saf Mein Bithaaya Hamein
Rabb-e-Ka’ba Ne Sunni Banaaya Hamein
Ta Ke Ham Jaan De Dein Nabi Ke Lie
Deen-e-Haq-o-Sadaqat Pe Qaa’im Raho
Qaul-e-Shaah-e-Risaalat Pe Qaa’im Raho
Jo Bhi Ho Unki Sunnat Pe Qaa’im Raho
Maslak-e-Aa’la Hazrat Pe Qaa’im Raho
Zindagi Di Gayi Hai Isi Ke Lie
‘Aam Paighaam Jisne Nabi Ka Kiya
Jisne ‘Aafi Wahaabi Ke Munh Ko Siya
Deen Ka Jisne Roshan Kiya Hai Diya
Akhtar-e-Qadri Khuld Mein Chal Diya
Khuldwa Hai Har Ek Qadri Ke Lie
Shayar-e-Islam:
Hazrat Hazrat Huzur Tajushshariya Mufti Akhtar Raza Khan Bareilvi R.A.
Tazmeen-Nigaar:
Hazrat Ghulam Samdani ‘Aafi Qadri
Na’at-Khwan:
Hazrat Ghulam Samdani ‘Aafi Qadri