वो: झुकी झुकी सी पलकें वो: लबों का मुस्कुराना
मुझे याद आ रहा है सरकार का ज़माना
बड़ी दिल नशीं है आका़ तेरे सब्र की कहानी
मक्के की सर ज़मीं पर ज़ख़्मो पे ज़ख़्म खाना
मुझे याद आ रहा है सरकार का ज़माना
वही मलिके-जहां हैं अंदाजे़-जिंदगी ये
टूटी हुई चटाई छोटा सा आशियाना
मुझे याद आ रहा है सरकार का ज़माना
मंज़र अनौखा देखा ऐं ह़लीमा वो: भी हमने
सुल्ताने-दो जहां का तेरी बकरियां चराना
मुझे याद आ रहा है सरकार का ज़माना
ये करम नवाजि़या हैं मेरे मुस्त़फा़ की मुझ पर
उ़स्मान को दिया है अंदाज़े-शायराना
वो: झुकी झुकी सी पलकें वो: लबों का मुस्कुराना
मुझे याद आ रहा है सरकार का ज़माना
ना’त-ख्वां:
हज़रत उ़स्मान हारूनी
- ये भी पढ़ें: हम अ़ली के शैदा हैं और हुसैन वाले हैं | Ham Ali Ke Shaida Hain Aur Hussain Waale Hain By
Woh jhuki jhuki si palken woh labon ka muskurana
Mujhe yaad aa raha hai Sarkaar ka zamaana
Badi dil nasheen hai aaqa tere sabr ki kahaani
Makke ki sar zameen par zakhmon pe zakhm khana
Mujhe yaad aa raha hai Sarkar ka zamana
Wahi Maalike-Jahan hain andaaze-zindagi ye
Tooti hui chataai chhota sa aashiyana
Mujhe yaad aa raha hai Sarkar ka zamana
Manzar anokha dekha ain Haleema woh bhi hamne
Sultaane-do jahan ka teri bakriyan charaana
Mujhe yaad aa raha hai Sarkaar ka zamaana
Ye karam nawaziyan hain mere Mustafa ki mujh par
Usman ko diya hai andaaze shayarana
Woh jhuki jhuki si palken woh labon ka muskurana
Mujhe yaad aa raha hai Sarkaar ka zamaana
Na’At-Khwan:
Hazrat Usman Harooni