मज़हरे-रह़मान आक़ा आ गए
साहि़बे-क़ुरआन आक़ा आ गए
जिनका है मद्दाह खु़द रब्बे-करीम
हां वही ज़ीशान आक़ा आ गए
नग़्मा-ज़न हैं आज सारे अंबिया
मरह़बा सुल्तान आक़ा आ गए
हर तरफ़ गूंजी सदा-ए-मरह़बा
दो जहां की जान आक़ा आ गए
झंडियां लहरा के जिब्रीले-अमीं
कर गए ऐ’लान आक़ा आ गए
झूम उठे जिन्नो-बशर हूरो-मलक
रो पड़ा शैता़न आक़ा आ गए
शुक्र के सजदे अ़दा करते हुए
झूम उठा ईमान आक़ा आ गए
आने-वाहि़द में हुए सब मुनहदिम
कुफ़्र के ऐवान आक़ा आ गए
पूरे होंगे दिल के ऐ शारिक रज़ा
अब सभी अरमान आक़ा आए
शायरे-इस्लाम:
ह़ज़रत शारिक खा़लिदी शाहजहांपूरी
ना’त-ख़्वां:
अज्ञात
Mazhare-Rehman Aaqa aa gaye
Saahibe-Quraan Aaqa aa gaye
Jinka hai maddah khud Rabbe-Kareem
Haan wahi Zeeshaan Aaqa aa gaye
Naghma-zan hain aaj saare Ambiya
Marhaba Sultaan Aaqa aa gaye
Har taraf goonji sada-e-marhaba
Do jahaan ki jaan Aaqa aa gaye
Jhandiyan lehra ke Jibreele-Ameen
Kar gaye a’ilaan Aaqa aa gaye
Jhoom uthay jinno-bashar hooro-malak
Ro pada shaitaan Aaqa aa gaye
Shukr ke sajde ada karte huye
Jhoom utha imaan Aaqa aa gaye
Aane-Wahid mein huye sab munhadim
Kufr ke aiwaan Aaqa aa gaye
Poore honge dil ke ai Sharik Raza
Ab sabhi armaan Aaqa aa gaye
Shayare-Islam:
Hazrat Sharik Khalidi Shahjahanoori
Na’at-Khwan:
Unknown