हमेशा जि़क्र-ए-आका़ करते रहिए
मुनव्वर अपना चेहरा करते रहिए
अगर बात आए ‘इश्क़-ए-मुस्त़फा़ की
तो अपने सर का सौदा करते रहिए
मुजाहिद की गु़लामी चाहते हें
तो छप्पर में वजी़फा करते रहिए
ह़बीबी आपको हम भी कहेंगे
रजा़ वालों से रिश्ता करते रहिए
नवासे को बहुत हम चाहते हैं
करम हम पर ऐं नाना करते रहिए
हुजू़र अख़्तर रज़ा का नाम लेकर
मुनाफि़क़ का सफा़या करते रहिए
कहा हिंदल-वली ने काफिरों से
फक़त अल्लाह को सजदा करते रहिए
शायर-ए-इस्लाम:
अज्ञात
ना’त-ख़्वाॅं:
हज़रत नदीम रज़ा फै़ज़ी
Hamesha zikr-e-aaqa karte rahiye
Munawwar apna chehra karte rahiye
Agar baat aaye ‘ishq-e-Mustafa ki
To Apne sar ka Sauda karte rahiye
Mujahid ki ghulami chaahte Hain
To chhappar me wazifa Karte rahiye
Habibi Aapko ham bhi kahenge
Raza waalo se rishta karte rahiye
Nawaase ko Bahut ham chaahte Hain
Karam ham per Ai Naana karte rahiye
Huzoor Akhtar Raza ka naam lekar
Munafiq ka safaaya karte rahiye
Kaha hindal-Wali ne kaafiron se
Faqat Allah Ko sajda karte rahiye
Shayar-e-islam:
Unknown
Na’at-Khwan:
Hazrat Nadeem Raza Faizi