ग़मे-कर्बला इश्क़ का तर्जुमा है
अ़ली के लहू में वफा़ ही वफा़ है
खु़दा और नबी के सिवा अज़मतो में
अ़ली उस जगह हैं जहां इंतहा है
ग़मे-कर्बला इश्क़ का तर्जुमा है
शहादत का मतलब क़जा़ मत समझना
वहीं जि़ंदगी है जहां कर्बला है
ग़मे-कर्बला इश्क़ का तर्जुमा है
नबी से मुह़ब्बत अ़ली से अदावत
बगा़वत नहीं है तो फि़र और क्या है
ग़मे-कर्बला इश्क़ का तर्जुमा है
अ़ली के लहू में वफा़ ही वफा़ है
ना’त-ख़्वां:
हजरत शकील आरफ़ी
- ये भी पढ़ें: छोड़कर अब तेरा आस्ताना कर्बला जा रहा हूं मैं नाना | Chhodkar Ab Tera Aastana Karbala Ja Raha Hoon Main Nana
Ghame-Karbala ishq ka tarjuma hai
Ali ke lahoo mein wafa hi wafa hai
Khuda aur Nabi ke siwa azmaton mein
Ali us jagah hain jahan inteha hai
Ghame-Karbala ishq ka tarjuma hai
Shahadat ka matlab qaza mat samajhna
Wahin zindagi hai jahan Karbala hai
Ghame-Karbala ishq ka tarjuma hai
Nabi se muhabbat Ali se adaawat
Bagawat nahi hai to phir aur kya hai
Ghame-Karbala ishq ka tarjuma hai
Ali ke lahoo mein wafa hi wafa hai
Na’At-Khwan:
Hazrat Shakeel Arfi