एक बार बुला लीजिए एक बार बड़े पीर
दरबार दिखा दीजिए सरकार बड़े पीर
ख्वाहिश है मेरी आप के दरबार में आऊं
ह़सरत ये मिटा दीजिए सरकार बड़े पीर
नामूसे-रिसालत के लिए जां भी लुटा दूं
दिल ऐसा बना दीजिए सरकार बड़े पीर
मह़फ़िल में लिए आएं हैं सोई हुई क़िस्मत
तक़दीर जगा दीजिए सरकार बड़े पीर
रो रो के ये कहते हैं फि़लिस्तीन के बच्चे
दुश्मन को सज़ा दीजिए सरकार बड़े पीर
कहना शहे-बग़दाद से बग़दाद में अ़ज़मत
घर-बार बसा दी जिए घर-बार बड़े पीर
शायरे-इस्लाम:
ह़ज़रत अ़ज़मत रज़ा भागलपुरी
ना’त-ख़्वां:
ह़ज़रत अ़ज़मत रज़ा भागलपुरी
Ek baar bula lijiye ek baar Bade Peer
Darbaar dikha dijiye Sarkar Bade Peer
Khwahish hai meri aap ke darbaar mein aaun
Hasrat ye mita dijiye Sarkar Bade Peer
Namoose-Risalat ke liye jaan bhi luta doon
Dil aisa bana dijiye Sarkar Bade Peer
Mehfil mein liye aayein hain soyi hui qismat
Taqdeer jaga dijiye Sarkar Bade Peer
Roro ke ye kehte hain Palestine ke bachche
Dushman ko saza dijiye Sarkar Bade Peer
Kehna Shahe-Baghdad se Baghdad mein Azmat
Ghar-Baar basa dijiye Ghar-Baar Bade Peer
Shayare-Islam:
Hazrat Azmat Raza Bhagalpuri
Na’at-Khwan:
Hazrat Azmat Raza Bhagalpuri