दिल अपने बिछा देंगे सरकार के क़दमों में
हम जान लुटा देंगे सरकार के क़दमों में
यूॅं कह ते ‘उमर निकले सरकार के हुजरे से
दुनिया को झुका देंगे सरकार के क़दमों में
उन तीन-सो-तेरह के होठों पे यही तो था
गर्दन भी कटा देंगे सरकार के क़दमों में
वो वक्त़ भी आएगा सरकार के दुश्मन को
ले जा के सजा़ देंगे सरकार के क़दमों में
सरकार के बारे में पूछा जो फ़रिश्तो नें
हम ना’त सुना देंगे सरकार के क़दमों में
उनके ही लिएं तो है ये जिस्म में जाॅं शोएब
हम जान लुटा देंगे सरकार के क़दमों में
शायर-ए-इस्लाम:
हज़रत शोएब रज़ा बरैलवी
ना’त-ख़्वाॅं:
हज़रत शोएब रज़ा बरैलवी
Dil apne bichha denge Sarkaar ke qadmon mein
Ham Jaan Luta denge Sarkaar ke qadmon mein
Yun kah te ‘Umar nikle Sarkaar ke hujre se
Duniya Ko jhuka denge Sarkaar ke qadmon mein
Un Teen-So-Terah ke hothon pe yahi to tha
Gardan bhi kata denge sarkaar mein
Wo waqt bhi aaega Sarkaar ke Dushman Ko
Le jaa ke Saza denge Sarkaar ke qadmon mein
Sarkaar ke baare mein puchha jo farishton ne
Ham na’at Suna denge Sarkaar ke qadmon mein
Unke liye to hai ye jise main Jaan shoaib
Ham Jaan Luta denge Sarkaar ke qadmon mein
Na’at-Khwan:
Hazrat Shoaib Raza Bareilly