बसा के दिल में मदीना क़दम बढ़ाते चलो
सफ़र में ना’ते शहे-दीं भी गुन-गुनाते चलो
क़दम क़दम पे मुह़ब्बत के गुल खिलाते चलो
वफा़ की राह में तन्हा भी मुस्कुराते चलो
कि जो रज़ा की मुहब्बत के नक़्श वाले हैं
कि अपने लोग हैं इनको गले लगाते चलो
ये बारगाहे-मुजाहिद है ठहरते गुज़रो
अकी़दतों का ये रिश्ता ज़रा निभाते चलो
ना’त-ख़्वां:
ह़ज़रत गुलफा़म रज़ा हस्सानी
Basa ke dil mein Madina qadam badhate chalo
Safar mein na’ate-Shahe-Deen bhi gun-gunate chalo
Qadam qadam pe muhabbat ke gul khilate chalo
Wafa ki raah mein tanha bhi muskurate chalo
Ki jo Raza ki muhabbat ke naqsh waale hain
Ki apne log hain inko gale lagaate chalo
Ye baargahe-mujahid hai theharte guzro
Aqeedaton ka ye rishta zara nibhaate chalo
na’at-khwan:
Hazrat Gulfam Raza Hassani