ग़ुलाम आया है आक़ा, मगर है शर्मिंदा
झुकी हैं निगाहें, नज़र है शर्मिंदा
आप ह़सनैन के नाना और मैं बदनाम-ए-ज़माना
ग़ुलाम आया है आका, मगर है शर्मिंदा
लब पे कोई भी हर्फ़ अब आ नहीं सकता
दु’आ को उठे हैं हाथ, दिल है शर्मिंदा
मेरे हाथ में कुछ नहीं और दामन भी है खाली
मदीने आ तो गया हूँ, सफ़र है शर्मिंदा
कहाँ मैं फ़ुज़ूल और कहाँ पे दरबार-ए-रसूल
ग़ुलाम आया है आक़ा, मगर है शर्मिंदा
मुझे यक़ीन है, मेरे करीम आक़ा पर
कहेंगे ह़श्र में, लाओ किधर है शर्मिंदा
शायर-ए-इस्लाम:
अज्ञात
ना’त-ख़्वाॅं:
ह़ज़रत अल्लामा मोह़म्मद नोमान क़ादरी
- also read. कितना याद आते हैं नबी ये कभी शुमार मत करो / Kitna yaad aate Hain Nabi Ye kabhi shumar mat karo
Ghulam aaya hai Aaqa, magar hai sharminda
Jhuki hain nigaahein, nazar hai sharminda
Aap Hasanain ke naana aur main badnaam-e-zamana
Ghulam aaya hai Aaqa, magar hai sharminda
Lab pe koi bhi harf ab aa nahin sakta
Du’a ko uthe hain haath, dil hai sharminda
Mere haath mein kuch nahin aur daaman bhi hai khaali
Madine aa to gaya hoon, safar hai sharminda
Kahaan main fuzool aur kahaan pe darbaar-e-Rasool
Ghulam aaya hai Aaqa, magar hai sharminda
Mujhe yaqeen hai, mere Kareem Aaqa par
Kahenge hashr mein, laao kidhar hai sharminda
Shayar-e-islam:
Unknown
Na’at-Khwan:
Hazrat Allama Mohammad Noman Qadri