बचपन में मौ’जि्जा़ ये दिखाते थे मुस्त़फ़ा
उंगली पे चाँद अपने घुमाते थे मुस्त़फ़ा
शम्सो-क़मर छुपाते हैं बादल में अपना मुँह
जब जब नक़ाब रुख़ से हटाते थे मुस्त़फ़ा
क़ुरआनो-अहले बैत को हरगिज़ न छोड़ना
अपने सहा़बियों को बताते थे मुस्त़फ़ा
लगता था चाँद चल के सितारों में आ गया
जब दरमियाॅं सहा़बा के आते थे मुस्त़फ़ा
शायरे-इस्लाम:
अज्ञात
ना’त-ख़्वां:
ह़ज़रत अम्बर मुशाहिदी
Bachpan Mein Maujiza Ye Dikhate The Mustafa
Ungli pe chaand apne ghumaate the Mustafa
Shamso-Qamar chhupate hain baadal mein apna munh
Jab jab naqab rukh se hataate the Mustafa
Quraano-Ahle-Bait ko hargiz na chhodna
Apne sahabiyon ko bataate the Mustafa
Lagta tha chaand chal ke sitaaron mein aa gaya
Jab darmiyan sahaba ke aate the Mustafa
Shayare-Islam:
Unknown
Na’at-Khwan:
Hazrat Ambar Mushahidi