ख़ैरात वो: देते हैं संभाली नहीं जाती
झोली कोई दरबार से खाली नहीं जाती
एक नज़रे-करम कीजिए या शाहे-मदीना
मुद्दत से मेरी ख़स्ता-ख़साली नहीं जाती
उठे हैं न उठेंगे इस दर से के जब तक
बिगड़ी तक़दीर बना ली नहीं जाती
इज़हारे-वफ़ा कर के हु़सैन और ह़सन से
क्यूं सय्यदा-ज़हरा की दुआ़ ली नहीं जाती
फ़रियाद भी सुनते हैं अ़ता करते हैं आक़ा
मुन्किर की यूंही ख़ाम-ख़याली नहीं जाती
क़द्मीन में जो बरकतें मिलती हैं वो: ख़ालिद
अल्फ़ाज़ की सूरत में वो: ढाली नहीं जाती
शायरे-इस्लाम:
अज्ञात
ना’त-ख़्वां:
अज्ञात
Khairaat Woh Dete Hain Sambhali Nahin Jaati
Jhooli koi darbaar se khaali nahi jaati
Ek nazare-karam kijiye ya Shahe-Madina
Muddatt se meri khasta-khsaali nahi jaati
Uthe hain na uthenge is dar se ke jab tak
Bigdi taqdeer bana li nahi jaati
Izhaare-wafa kar ke Hussain aur Hasan se
Kyun Sayyeda Zahra ki dua li nahi jaati
Fariyaad bhi sunte hain ata karte hain Aaqa
Munkir ki yunhi khaam-khayaali nahi jaati
Qadmain mein jo barkatein milti hain woh Khalid
Alfaaz ki soorat mein woh dhaali nahi jaati
Shayare-Islam:
Unknown
Na’at-Khwan:
Unknown