WhatsApp Join Naat Group

नबी के नूर की बरकत जनाब-ए-ज़ैनब हैं / Nabi ke Noor ki barkat janab-e-zainab Hain | by Muhammad ali faizi

नबी के नूर की बरकत जनाब-ए-ज़ैनब हैं,
अली के घर की शराफ़त जनाब-ए-ज़ैनब हैं.

खदीजा नानी के चेहरे का अक्स हैं जै़नब
और अपने नाना की सीरत जनाब-ए-ज़ैनब हैं

नबी के नूर की बरकत जनाब-ए-ज़ैनब हैं,
अली के घर की शराफ़त जनाब-ए-ज़ैनब हैं.

हसन की आंखों की धंडक हैं उनकी प्यारी बेहन
और अहल-ए-बैत की अज़मत जनाब-ए-ज़ैनब हैं

अली के लहजे में दुश्मन से बात करती थी
अली के खु़त्बे की हैबत जनाब-ए-ज़ैनब हैं

हुसैन तेरे लिएं रब ने उस को भेजा था
के कर्बला की ज़रूरत जनाब-ए-ज़ैनब हैं

वो: कर्बला में नज़र आईं मुर्तजा़ की तरह
यजी़दियों पे क़यामत जनाब-ए-ज़ैनब हैं

बचा के लाई है कर्बल से अपने आबिद को
अली की नस्ल पे रह़मत जनाब-ए-ज़ैनब हैं

के उनका ग़म ही बनेगा निजात का ज़रिया
मेरे लिएं मेरी जन्नत जनाब-ए-ज़ैनब हैं

जो बख्श-वाएगी मह़शर में तेरी नस्लों को
वो: तेरी फूफी शबाह़त जनाब-ए-ज़ैनब हैं

नबी के नूर की बरकत जनाब-ए-ज़ैनब हैं,
अली के घर की शराफ़त जनाब-ए-ज़ैनब हैं.

ना’त-ख्वां:
हज़रत मुहम्मद अली फैज़ी


Nabi ke Noor ki barkat janab-e-zainab Hain,
Ali ke ghar ki sharafat janab-e-zainab hain.

Khadeeja naani ke chehre ka aks Hain Zainab
Aur apne naana ki seerat janab-e-zainab hain

Nabi ke Noor ki barkat janab-e-zainab Hain,
Ali ke ghar ki sharafat janab-e-zainab hain.

Hasan ki aankhon ki dhandak Hain unki pyari behan
Aur hal-e-bait ki azmat janab-e-zainab hain

Ali ke lehje men dushman se baat karti thi
Ali ke khunte ki haibat janab-e-zainab hain

Husain tere lien rab ne us ko bheja tha
Ke karbala ki zaroorat janab-e-zainab hain

Woh karbala men nazar aayin Murtaza ki tarah
Yazeediyon pe Qayamat janab-e-zainab hain

Bacha ke laayi hai karbala se apne aabid ko
Ali ki nasl pe rahmat janab-e-zainab hain

Ke unka gham hi banega nijaat ka Zariya
Mere lien meri jannat janab-e-zainab hain

Jo bakhsh-waaegi mahshar men teri naslon ko
Woh teri phoophi shabahat janab-e-zainab hain

Nabi ke Noor ki barkat janab-e-zainab Hain,
Ali ke ghar ki sharafat janab-e-zainab hain.

Na’at-khwam:
Hazrat Muhammad ali faizi