WhatsApp Join Naat Group

दुनियाँ के ऐ मुसाफ़िर | मंज़िल तेरी कबर है / Duniya ke Ain Musafir Manzil Teri qabar hai


दुनियाँ के ऐ मुसाफ़िर,
मंज़िल तेरी कबर है
तै कर रहा है जो तू,
दो दिन का ये सफ़र है

जबसे बनी है दुनियाँ,
लाखो करोड़ों आये
बाक़ी रहा न कोई,
मिटटी में सब समाएं,
इस बात को न भूलो
सबका यही हशर है,

दुनियाँ के ऐ मुसाफ़िर,
मंज़िल तेरी कबर है
तै कर रहा है जो तू,
दो दिन का ये सफ़र है

ये आलिशान बंगले
वहाँ काम के नहीं है,
महलों में सोने वाले
मिट्टी में सो रहे है,
दो गज़ जमी का टुकड़ा
छोटा सा तेरा घर है,

दुनियाँ के ऐ मुसाफ़िर,
मंज़िल तेरी कबर है
तै कर रहा है जो तू,
दो दिन का ये सफ़र है

आँखों से तूने अपनी
देखे कई जनाज़े,
हाथो से तूने अपने
दफनाए कितने मुर्दे,
अंजाम से तू अपने
क्यूँ इतना बे-खबर है

दुनियाँ के ऐ मुसाफ़िर,
मंज़िल तेरी कबर है
तै कर रहा है जो तू,
दो दिन का ये सफ़र है


Duniya ke Ain Musafir,
Manzil Teri qabar hai
Tai kar raha hai jo Tu,
Do Din ka ye safar hai

Jab se bani hai Duniya,
Lakhon karodon aaye
Baqi raha na koi,
mitti mein sab smaaye
Is baat ko na bhulo,
sab ka yahi hashar hai

Duniya ke Ain Musafir,
Manzil Teri qabar hai
Tai kar raha hai jo Tu,
Do Din ka ye safar hai

Ye aali-shan bangale,
wahan kaam ke nahi hai
Mehlon mein sone waale,
mitti mein so rahe hai
Do gaz zameen ka tukda,
chhota sa Tera ghar hai

Duniya ke Ain Musafir,
Manzil Teri qabar hai
Tai kar raha hai jo Tu,
Do Din ka ye safar hai

Aankhon se Toone Apni
dekhe kayi janaaze
Hathon se Toone apne
dafnaae kitne murde,
Anjaam se tu apne
kyun itna be-khabar hai

Duniya ke Ain Musafir,
Manzil Teri qabar hai
Tai kar raha hai jo Tu,
Do Din ka ye safar hai

mehlon men sone waale
mitti men so rahe hain
shaah-o-gada barabar,
ek saath so rahe hain
dono hue baraabar
yeh maut ka asar hai