जहां मां है ज़हरा नबी जिनके नाना, अ़ली का घराना अ़ली का घराना | Jahaan maan hai Zahra Nabi jinke naana, Ali ka gharaana Ali ka gharaana

जहां मां है ज़हरा नबी जिनके नाना
अ़ली का घराना अ़ली का घराना
कभी जिसने सीखा नहीं सर झुकाना
अ़ली का घराना अ़ली का घराना

ये वा’दे से अपने मुकरता नहीं है
कटाना पड़े सर तो डरता नहीं है
कभी उस घराने को मत आज़माना
अ़ली का घराना अ़ली का घराना

जहां मैं ये तन्हा नसीम आसी क्या है
यह तो हर मुसलमान की इल्तिजा है
हमेशा ज़बां पर रहे ये तराना
अ़ली का घराना अ़ली का घराना

ना’त-ख़्वां:
हज़रत अकी़ल सिद्दीकी़

Jahaan maan hai Zahra Nabi jinke nana
Ali ka gharaana Ali ka gharaana
Kabhi jisne seekha nahin sar jhukaana
Ali ka gharaana Ali ka gharaana

Ye vaade se apne mukarta nahin hai
Kataana pade sar to darta nahin hai
Kabhi us gharaane ko mat aazmaana
Ali ka gharaana, Ali ka gharaana

Jahaan main ye tanha Naseem Aasi kya hai
Yeh to har musalmaan ki iltija hai
Hamesha zabaan par rahe ye taraana
Ali ka gharaana, Ali ka gharaana

Na’At-Khwan:
Hazrat Aqeel Siddiqui