WhatsApp Join Naat Group

आशिक़े-मुस्त़फा़ जिसकी पहचान है | Aashiqe-Mustafa jiski pehchaan hai

आशिक़े-मुस्त़फा़ जिसकी पहचान है,
वो: बरेली का अह़मद रजा़ खा़न है
जिस पे आ़शिक़ नहीं, इ़श्क़ कु़र्बान है
वो: बरेली का अह़मद रजा़ खा़न है

अहले-सुन्नत की जो खा़स पहचान है
वो: बरेली का अह़मद रजा़ खा़न है
नज्दियत के लिए एक तूफान है
वो: बरेली का अह़मद रजा़ खा़न है

दिल को जिसने हमारे मुअ़त्तर किया
इश्क़े-सरकार दिल में उजागर किया
अहले-सुन्नत पे जिसका ये एहसान है
वो: बरेली का अह़मद रजा़ खा़न है

सदक़े अहमद रजा़ के यही है दुआ़
हम रहें इ़श्क़े-सरकार में मुब्तला
जिसका हर सम्त अंजुम ये फैजा़न है
वो: बरेली का अह़मद रजा़ खा़न है

ना’त-ख़्वां:
ह़ज़रत शादाब रजा़ मंज़री

Aashiqe-Mustafa jiski pehchaan hai,
Woh Bareilly ka Ahmad Raza Khan hai
Jis pe aashiq nahi, ishq qurbaan hai
Woh Bareilly ka Ahmad Raza Khan hai

Ahle-Sunnat ki jo khaas pehchaan hai
Woh Bareilly ka Ahmad Raza Khan hai
Najdiyat ke liye ek toofan hai
Woh Bareilly ka Ahmad Raza Khan hai

Dil ko jisne hamaare muAttar kiya
Ishqe-Sarkar dil mein ujagar kiya
Ahle-Sunnat pe jis ka ye ehsaaan hai
Woh Bareilly ka Ahmad Raza Khan hai

Sadke Ahmad Raza ke yehi hai dua
Ham rahein ishqe-Sarkar mein mubtala
Jiska har samt anjum ye Faizan hai
Woh Bareilly ka Ahmad Raza Khan hai

Na’at-Khwan:
Hazrat Shadab Raza Manzari